Showing posts with label Love Shayari. Show all posts

Love Shayari in Hindi for Girlfriend


true shayari for girlfriend

Hum ne her shaam chirago se saja rakhi
par shart hawaon se laga rakhi hai,
na jane kis gali se aa jae mera sanam,
hum ne her gali phulon se saja rakhi hai. !

I Love you Shayari in Hindi


kissing lovers best shayari

Jaam pe jaam peene se kya fayeda,
Raat guzri to utar jayegi,
Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam,
Umar saari nashe mein guzar jayegi !

Famous Love Shayari for True Lovers


Great Love Shayari Wallpaper

Kash Dil ki awaz me itna asar ho jay,
Hum apko yaad karen aur apko khabar ho jay,
Aaj kuda se itni hi dua hai,
aap jo bhi chaho vo haqiqat ho jay !

True Love Poetry for Girlfriend


best love poetry giving red rose to girlfriend

Kisi ke Dhadkte Dil ke pichhe koi baat hote hai,
Kisi ke udas Dil ke piche koi yaad hoti hai,
Aap ko pata ho ya na ho….
aap ke khushi ke liye kahin roz fariyad hoti hai !

SMS of The Day in हिन्दी Font with Pictures


Stay here to LatestPicSMS to get updated with 'SMS of the Day in Hindi with Images Quotes' daily. The words, which best describe this page, are SMS of the Day, Text of the Day, Message of the Day, Text Message of the Day, Quotes of the Day, Thought of the Day, Jokes of the Day, Photo of the Day.

27/04/2016
Husband wife Funny Hindi Joke with Kobra Snake

पति ऑफिस से घर आया तो देखा ।‬
पत्नि सो रही थी और
उनके पैरो के पास
एक कोबरा सांप कुण्डी लगा के बैठा था।
पति: डस ले.... डस ले.....
कोबरा: डस नही रहा हूँ, चरण स्पर्श करने आया हूँ।.....
गुरुजी हैं हमारी ।

Romantic Love Shayari


ritesh jeneliya love shyari

Tumhari lovely aankho ne,
Hame aise attract kiya,
Ke sabko neglect karke,
Tumhe hi select kiya !

Best Love Shayari with Photo Quotes


best love shayari photo quotes

Mast Nazron se dekh lenaa tha,
Agar tamanna thi aazmane ki,
Hum to behosh youn hi ho jaate,
Kya zaroorat thi muskurane ki !
Home Next Page